Har adawat pe mohabat ko saja kr milna.
Rasme dunia hai haqeeqat ko chupa kr milna.
Jis ka kirdaar hai sitaron ki trah roshan.
kitna dushwar hai us shakhs ko ja kr milna.
Tum mohabat ko b freb samajhte ho Faraz.
Us ki ada hai jab b milna nigahon ko jhuka kr mIlna.
0 comments:
Post a Comment